انشورنس کاحکم



سوال

                        
السَّلاَمُ عَلَيْكُمْ وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكَاتُهُ  
Bhai Ek Baat bataye . 
Yaha per Kuch Insurance hoti hai. 
1- ghar Ki insurance Ke agar Khuda Na khwasta ghar Mai Chori ho jaye, aag lag jaye ya or koi nuqsan ho jaye ghar Mai uske paisay Har saal Ke hisaab Se bharnay hote hain. Agar khuda Na khwasta koi nuqsan hota hai to Insurance company ko claim Kar saktay hain. Warna koi profit ya extra paisay Nahi miltay is main. 
2 - Ek insurance hoti hai yaha per Ke agar aapse kisi ka nuqsan ho jaye to insurance company Aapka nuqsan Bharay gi. Yaha per jaisay log Sue wagaira Kar dete hain. Kisi ki car lag jaye to amount itna hota hai Ke limited job walay to bhartay bhartay thak jaye. To is liye Ye wali insurance karai jati hai. 
.................
Pochna Ye tha Ke Ye Dono insurance Jaiz hain Ke Nahi. ?? 
 جزاك اللهُ خيراً‎


جواب

انشورنس کی یہ دونوں صورتیں ناجائز ہیں اور ناجائز ہونے کی وجہ سود اور جوا ہے۔