بیوی کے کہے پر طلاق کو معلق کرنا
سوال
Asslamo Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh, Mera Naam Aman Ullah hai maine 3 months pehly nikkah kiya tha lekin nikkah ke 1 haftay baad Hi meri biwi ke saath larai ho gayi thi aur maine ghussy me usko 1 bar talaq dedi thi air phir idat me hi usko apni biwi maan liya lekin aj phir meri larai ho gayi thi meri biwi ke saath aur is larai ke duran meri biwi ne kaha "i fucking hate you" phir maine usko kaha agar toh tumne mujhe gali di hai toh main tumko talaq deta hoon, phir ushi time meri biwi ne kaha "mujhe ALLAH ki kasam hai maine apko gali nahi di aur na Hi meri neeyat me tha ke apko gali doon. Bhai ab ap batao ke kya meri biwi avhi tak mere nikkah me hai ke nhi? Main apni biwi se bhoat zyada mahobat karta hoon aur meri biwi bhi mujhse bhoat mahobat karti hai hum eik doosry ko khona nahi chahty mehrbani karke ap Hi meri madad karo takay meri biwi mere liye halal rahy .
جواب
بظاہر بیوی نے آپ ہی کو گالی دی ہے کیونکہ جھگڑا آپ سے تھا اور مخاطب بھی آپ ہی تھے مگر چونکہ بیوی قسم کھا کرکے انکار کرتی ہے اور اس کے جملے میں اس کی گنجائش ہے اس لیے دوسری طلاق واقع نہیں ہوئی اور آپ دونوں کا رشتہ برقرار ہے۔