بیوی کو کہنا کی تین سال کے لیے اسے چھٹی دی
سوال
Assalaam o alaikum! Hum miyan bivi raat k waqat mazaah kr rahe thay. Mein nay os se kaha keh hum loog 2 mahinoun k leye jema'a nhi karen gay. Wo keh rahi thi keh aap 2 maah ka keh rahe ho,mein to kehti hun k mujhe pure 3 saloun k leye Jema'a se chutti dedo. Mein nay os ko bola keh mein 3 saal k leye tumhein chutti deta hon. Ye jumla keh "mein 3 saal k leye tumhein chutti deta hon" ada krte waqt shaitan bar bar mere dill mein ye baat daal raha tha aur dill mein ye baat aa rahi thi keh neyat talaaq ki, neyat talaaq ki. To kiya mere dill mein agr in khayalat "keh neyat talaaq ki, neyat talaaq ki " ya yeh batein "keh neyat talaaq ki, neyat talaaq ki" aane ki wajah se talaaq ki neyat peda hogai ho to kiya talaaq hogai hy? Barai e mehr baani jawab dein aur koi aisi dua ya wazifa batain jis se mere dill me is tarah k khayalat aur batein peda nah hon.
جواب
سوال سے ظاہرہوتا ہے کہ آپ وسوسوں کا شکار رہتے ہیں ۔جو شخص وسوسوں کا شکار ہو اس کے متعلق لکھا ہے کہ اس کی طلاق نہیں ہوتی،چنانچہ فقہاء لکھتے ہیں :طلاق الموسوس غیر واقع۔مطلب وہی ہے جوبیان ہوا کہ وسوسے کے مریض کی طلاق نہیں ہوتی
دوسری بات یہ ہے کہ آپ نے جس سیاق میں تین سال کے لیے چھٹی کے الفاظ استعمال کیے اس سیاق میں یہ لفظ طلاق کا نہیں ،اس لیے بے فکر رہنا چاہیے کوئی طلاق واقع نہیں ہوئی
وسوسوں سے حفاظت کے لیے لاحول کی ایک تسبیح روزانہ پڑھ لیا کریں۔